Thursday, March 31, 2011

PURANA KHYAAL

Aaj fir 1 purana khyaal yaad aaya hai, jiska na tha jabab humare pass vo savaal yaad aaya hai.
kyun ruk gayi jindgi kisi ki chah me, aaj vo padaav yaad hai.
Aaj fir 1 purana khyaal yaad aaya hai.........
Sochkar vo pyaari baatein kisi ki, chehre par hansi aankhuon me aansu ka sailab aaya hai.
Ruthkar jaan hi tha, to hume manaaya kyun kisi ka ye savaal yaad aaya hai.
Aaj fir 1 purana khyaal yaad aaya hai.

No comments:

Post a Comment